How To Recover
Lost Data
Hello dosto
swagat hai aapka hamari website me. Agar aapke mobile se bhi aapka hamare
mobile mese galti se image ya to koi video delete ho jaati hai yaa to hamara
mobile bigad jaataa hai or jab use repair karvate hai to usme se saare image or
video delete ho jaate hai. To jab aapke sath bhi aisa ho to gabharane ki
jarurat nahi hai aappke delete hua pic or video vaapas aa sakkte hai aapko sir
ek app download karana hoga jiska link aapko article ke last me mil jaaye ga. Ye
app kahi baar to appke mobile se 5 saal pahale delete hua image ko bhi recover
kar leta hai or is app ko use karana bahot hi essay hai aap free me use kar
sakte hai. Agar aapka phone root kiya huaa hai to bhi aap is aap ko use kar
sakte hai. Is app ko play store se logo ne 50 million se bhi jyada logo ne
download kiya hai or iska play store me ratting 4.2 hai joki bahot hi acha mana
jaata hai. To dosto chaliye aapko bat ate hai ki aap ko kaise ye app ko use
karana hai.
1.Download
app : Upar diye gaye
link me click kare or play store se app ko download kare.
2.Scane
File : jese hi aap
app download karenge to aapko aisa interface dekhne ko milega. Ab aapko aapke
mobile ki sabhi File ko scane karna hai iske liya aapko simply Start Scene me
click karna hai file scene hone lagegi.
3.Select
your file type : jese
hi aap scan ke button pe click karenge to aapko Appki file type pucha jayega
matlab ki aapki file image thi ya video isko aapko select karna hai or aage
badh jana hai.
5. Save
your file : ab aapko
batayaa jayega ki aapko apni file ko kaha save karna hai jaha bhi aapko save
karna hai vaha click kare.
To jese hi
aap ye 5 step ko Follow karenge to aapko ache se samjme aa jayenga or apki
jobhi file lost hui hai vo aapko vaaps mil jaayegi bahut hi aasani se. agar
aapka abhi bhi koi Question hai to use Comment me puche me uska answer jarur
dunga……
0 comments: